Ads

Simroon Tera Naam Lyrics - Sachet Tandon | Divya Khosla Kumar | Yaariyan2


Simroon Tera Naam Lyrics - Sachet Tandon | Divya Khosla Kumar | Yaariyan2 





Related

SONG INFORMATION

Simroon Tera Naam lyrics in Hindi from the movie Yaariyan 2 sung by Sachet Tandon. This song is written and music composed by Manan Bhardwaj. Starring Divya Khosla Kumar, Meezaan Jafri & Anaswara Rajan.

 Simroon Tera Naam Song Details 
📌 Song Title Simroon Tera Naam
 🎞️ Album Yaariyan 2 (2023) 
🎤 Singer Sachet Tandon 
✍️ Lyrics Manan Bhardwaj 
🎼 Music Manan Bhardwaj
 🏷️ Music Label T-Series

SONG LYRICS 

Fikrein hain teri Itni hain ke 
Bhool gayi khud ko 

Tere liye main Jogan banke
 Ghoomun dar dar ko 

Aaja na tu isse pehle
 Ho jaaun badnaam 

Saanson ki mala pe 
Simroon main tera naam

 Apne mann ki main jaanun
 Aur tere man ki ram

 Saanson ki Saanson ki mala pe 
Simroon main tera naam

 Saanson ki mala pe 
Simroon main tera naam 

Ek hi dil hai Ek hi jaan hai 
Dono main tujhpe vaarun 

Saamne baithe tu Chhoone se 
pehle Main teri nazar utaarun

 Tere liye kuchh Baatein likhi hai 
Tujhko sunaani hai 
Jismein tu raja Main rani bani 
thi Woh kahani batani hai

 Ab toh aaja tu Kab se hai yeh 
padi Maang meri sunsaan 

Saanson ki mala pe
 Simroon main tera naam 

Saanson ki mala pe 
Simroon main tera naam

SONG VIDEO







Related Posts

0 Response to "Simroon Tera Naam Lyrics - Sachet Tandon | Divya Khosla Kumar | Yaariyan2 "

Post a Comment

Any Problem & Suggestions Type Here

Ads1

Ads 2

Ads 3

Ads 4